Posts

Image
  confidence kaise badhaye    Confidence yaisi chij hai jo sabase jaruri hai .lekin kai logo mai confidance ki bohot kami hoti hai usi  karan unake pas talent hone ke bavjud bhi wo apane talent nahi dikha pate.jin logo me confidance ki kami hoti hai wo log logo ke samane nikhar nahi pate.kai log confidance ki kami ke karan stage par bolane se darate hai.wo sochate hai ki log kya kahege ,log hamape hasege to nahi.koi maire phiche  kuch kahega to nahi isi bat se wo dar jate hai aur apane confidance ko kho baitate hai. kuch log  to apane loose confidance ki bajase logo se baat karane se bhi darate hai. jinake pass confidance  ki kami hoti hai wo log duniya ke samane ubharke nahi aate.aaise log talent ho ke bhi loose confidance ki bajase piche rah jate hai.wor logo ke samane nikhar ke nahi aate  to chali janate hai ki konasi bate insan ka confidance loose karati hai aur apane confidance ko kaise badhaya jaye. apane vicharoko positive banaye apane vichar hi
                             motivateartical meditation kaise kare aur usake fayade meditation ka matalab hai dhyan lagana.meditation hamari helth ke liye bohot upayogi hai,aur yesake fayade bhi bahot hai. agr ham daily meditation karate hai to hamara man shant rahata hai . meditation karane se hamari man ki shantata badhati to chaliye aapako batate hai ki meditation kaise kare  aur usake kya fayade hai.                                                           STEP 1:jagah chuniye meditation karane ke liye sabse jaruri hai ki ek achhi jagah ka chunav jaha ka vatavaran ekdam shant ho,jaha pe koi loud na ho aur jaha pe aapko koi disturb  na kar sake.taki aap apane man ko concentrate kar sake ek jaga pai.                                   STEP 2:man ko concentret kare meditation yani dhyan karane ke liye sabse pahale khudako streach out kare uasake bad aankhe band kar ke apana man kisi ek chij pe tikaye aaisa lagbhag 5 se 10 min kare yah dhyan ki samanya